SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.ammaa"
Nazm MATCHES FOR "mu.ammaa"
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
tu ne dekha hai jis nazar se mujhe
zindagii ab nahii.n mu.amma-sifat
ab mashiyyat ke taar suljhe hai.n
Subhan Asad
Nazm
siyani
vo la.Dkii har pahelii buujh letii hai
use har mu.amma hal karnaa aataa hai
Mubashshir Ali Zaidi
Nazm
dastur sazi ki koshish
is qabiile kaa ye kahnaa thaa ki shaa.ir kaa kalaam
laaziman ho ik mu.amma qaid-e-ma.anii se barii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
aspatal
mai.n jis jagah huu.n vahaa.n zindagii mu.amma hai
abhii to nauha abhii dil-navaaz naGma hai
Salam Machhli shahri
Nazm
suraj garhan
ghultaa jaataa hai sahar ke vaqt qurs-e-aaftaab
be-sabaatii kaa mu.amma ho rahaa hai be-naqaab
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
na tum qarib aao
KHudaa ke vaaste itnaa na tum qariib aa.o
ye qurb-e-ruuh bhii kitnaa 'ajab mu'ammaa hai
Bano Tahira Sayeed
Nazm
kar-e-mushkil
daastaan-e-shauq-o-mastii ik mu.amma ban ga.ii
suurat-e-mansuur sar de kar likhe tafsiir kaun
Muneer Wahidi
Nazm
purani se nai paud tak
sub.h jab aa.ii to laa-saal ke
jaa.nkaah mu'ammaa kaa fusuu.n bhii TuuTaa
Noon Meem Rashid
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
ye baat hame.n batlaa.ii nahii.n
ye chandaa kaisaa maamaa hai