SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukaafaat-e-amal"
Nazm MATCHES FOR "mukaafaat-e-amal"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
chand aansu
vajuud bhii apnaa kho chuke hai.n
bahut mukaafaat-e-be-vajuudii ko ro chuke hai.n
Ram Parkash Rahi
Nazm
jahan dariya utarta hai
ka.ii tabqaat hai.n din ke
kahii.n sub.h-e-mukaafaat-e-suKHan ke mantaqe me.n tum muqayyad ho
Akhtar Husain Jafri
Nazm
huzn-e-insan
KHasta-e-kashmakash-e-fikr-o-amal
tujh ko hai hasrat-e-iz.haar-e-shabaab
Noon Meem Rashid
Nazm
hujum-e-arzu
aazaadii-e-KHayaal-o-'amal chaahtaa huu.n phir
zindaa.n kii phir hai chaah salaasil kii aarzuu
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
zindagi
taab-o-tab-e-amal KHalish-e-koshish-e-davaam
un se baham pahu.nchtaa hai saamaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
mohabbat
mohabbat naGma-e-roz-e-azal hai
mohabbat qaazii-e-shahr-e-'amal hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
rah-rau
KHud-faraamosh subuk-dosh-e-amal
apne ajdaad ke naa-karda gunaaho.n kii uquubat se barii
Mohammad Deen Taseer
Nazm
muslim-league
kaam karne ke bahut se hai.n jo karnaa chaahe.n
ab bhii ye daa.era-e-sa.i-o-amal ta.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
sirr-e-hasti
mash.al-e-raah-e-amal kun ko banaayaa mai.n ne
jab se tadbiir ko siine se lagaayaa mai.n ne