SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhtalif"
Nazm MATCHES FOR "mukhtalif"
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
muKHtalif har manzil-e-hastii ko rasm-o-raah hai
aaKHirat bhii zindagii kii ek jaulaa.n-gaah hai
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri lamha
vo jis se tum ko mohabbat mile rifaaqat bhii
hazaar ek ho.n do zehn muKHtalif ho.nge
Jan Nisar Akhtar
Nazm
numaish-e-aligarh
nikaltii hu.ii muKHtalif Toliyo.n me.n
naqaabo.n me.n vo be-naqaabii kaa aalam
Shakeel Badayuni
Nazm
teri hansi
mai.n sochtaa huu.n ki ye terii be-hijaab ha.nsii!
mizaaj-e-ziist se is darja muKHtalif kyuu.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
mai.n hairato.n kaa inkaar huu.n
muKHtalif rang ke charaaG
Sara Shagufta
Nazm
ghar
dukho.n ke gird diivaare.n chunii hai.n
ba-zaahir muKHtalif shakle.n hai.n sab kii
Anwar Masood
Nazm
ye basti meri basti hai
gulaabii jaa.De aate hii
chhato.n par muKHtalif daalo.n kii ba.Diyaa.n suukhne lagtii.n
Ishrat Afreen
Nazm
parinda kamre mein rah gaya
kamre me.n chaar aadamiyo.n ne apnii apnii saa.nse.n lii.n
saa.nse.n muKHtalif ra.ngo.n me.n thii.n
Sara Shagufta
Nazm
KHub-surati
naak naqsh nahii.n ho bahut muKHtalif
un me.n se ek hii chehra
Elizabeth Kurian Mona
Nazm
urdu zaban
jis me.n sur hai.n muKHtalif bhaashaa.o.n ke
vo anokhaa saaz hai urdu zabaa.n