SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaba-fishaa.n"
Nazm MATCHES FOR "naaba-fishaa.n"
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
kyaa KHuub ubhar aa.e nuquush-e-gul-o-laala
aa.nkho.n ko jo KHuu.n-naaba-fashaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
nawa-e-talKH
jazbaat ke tuufaa.n me.n ye zabt-e-fuGaa.n kab tak
majbuur ye dil kab tak mar.uub zabaa.n kab tak
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
shoalon ki baraat
har na.ii shaam nayaa KHvaab sajaatii jaa.e
KHvaab ik sail-e-fuGaa.n sho.ala-e-Gam
Athar Aziz
Nazm
shab-e-zulmat
hijr kii raat guzartii hii nahii.n
kab talak bazm pe taariikii rahe
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
jashn-e-dipawali
hai masarrat se sarshaar saaraa jahaa.n
har taraf raushnii zindagii kaa samaa.n
Dr. Rahi
Nazm
shair ke irade
zulmat ke har nishaan miTaa kar rahuu.ngaa mai.n
parde jahaalato.n ke uThaa kar rahuu.ngaa mai.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
ehtisab
mujhe bataa.o ai ilm vaalo
KHudaa ke mahbuub kii mohabbat kaa dam bharoge to kyaa milegaa
Shehzad Anjum Burhani
Nazm
sada-e-jawedan
vaahime kii siskiyaa.n chaaro.n taraf
aur un me.n ik sadaa sab se alag
Sahir Hoshiyarpuri
Nazm
kahan jins-e-shabnam ka bazar hai
zaraa tum dariiche se baahar to jhaa.nko
kaun naalaa-kunaa.n hai ye kaisii fuGaa.n hai
Kailash Mahir
Nazm
gham-e-jaanan
zulmat-fashaa.n rahaa na tirii KHvaab kaa fusuu.n
mahruumiyo.n ne mujh ko diyaa ik nayaa jahaa.n
Anjum Azmi
Nazm
naya sal
raat kii u.Dtii hu.ii raakh se bojhal hai nasiim
yuu.n asaa Tek ke chaltii hai ki rahm aataa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
kyunkar
lagii aag dil kii bujhaa.e.nge kyuu.nkar
tabii.at ko raste pe laa.e.nge kyuu.nkar