SEARCH RESULTS
Showing search results for "naagaah"
Nazm MATCHES FOR "naagaah"
Nazm
teri aawaz
yaa zamiino.n kii mohabbat me.n ta.Dap kar naagaah
aasmaano.n se ko.ii shoKH sitaara TuuTe
Sahir Ludhianvi
Nazm
reg-e-diroz
aur kabhii fitna-e-naagaah se Dar kar chau.nke.n
to rahe.n sidd-e-nigaah nii.nd ke bhaarii parde
Noon Meem Rashid
Nazm
wazire chunin
abhii vo use saaf karne lagaa thaa
ki naagaah aa kar kahaa ek KHvaaja-saraa ne:
Noon Meem Rashid
Nazm
aag ke pas
un kii rihaa.ii kaa vasiila ban kar
KHud se mahjuurii-e-naagaah kaa hiila ban kar
Noon Meem Rashid
Nazm
fan
haath phaile hii rahe sil ga.ii ho.nTo.n se zabaa.n
ek raqqaas kisii samt se naagaah ba.Dhaa!
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
dar-o-rasan
zuhal kii aa.nkh pa.Dii ittifaaq se naagaah
tamaam ho gayaa taaraaj mulk-o-maal aur jaah
Mohammad Ali Tishna
Nazm
duniya to ye kahti hai
ye dekh ke kuchh roz to chup rahtii hai duniyaa
de jaatii hai naagaah magar mujh ko daGaa bhii
Wali Alam Shaheen
Nazm
pagDanDi
naagaah kisii taa.ir ke paro.n kii ghabraahaT
ham aa ga.e in maidaano.n me.n
Muneebur Rahman
Nazm
tamir-e-nau
hayaat-o-maut nahii.n juz tasaadum-e-naagaah
talab na ho to junuu.n-kaar valvale na rahe.n
Sahba lakhnavi
Nazm
nae aadam ki tashkil
gintiyaa.n ho.ngii adad ho.nge bajaa.e nasb-o-naam
be-KHabar maazii se mustaqbil se naa-aagaah sab
Rizwanullah
Nazm
shikwa
baada-kash Gair hai.n gulshan me.n lab-e-juu baiThe
sunte hai.n jaam-ba-kaf naGma-e-kuu-kuu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar