SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalii"
Nazm MATCHES FOR "naalii"
Nazm
ai mere sare logo
usii banduuq kii naalii hai mirii samt ki jo
is se pahle mirii shah-rag kaa lahuu chaaT chukii
Ahmad Faraz
Nazm
Diary
mai.n us nalii me.n chhupaa hu.aa huu.n,
tum aa ke tinke se mujh ko baahar nikaal lenaa
Gulzar
Nazm
salgirah
apnii banduuqo.n kii naalii se Daraa.o us ko
aur us par jo na maane use topo.n kii salaamii de do
Akhtar Payami
Nazm
ek desi hasina se mulaqat
pistol kii tarah aa.nkh to golii kii tarah ho.nT
aur naak to banduuq kii naalii kii tarah thii
Khalid Irfan
Nazm
koi rahbar koi sathi koi apna na mila
gandii naalii me.n use phe.nk diyaa jaa.egaa
vo kalii jo abhii ma.asuum hai be-parvaa hai
Waqif rae Barelvi
Nazm
gireban
tumhii kahii.n rakh kar bhuul ga.e ho
dekho shaayad tumhaarii banduuq kii naalii me.n na pa.Dii ho
Mohammad Haneef Rame
Nazm
pagal
sar kii chaa.ndii me.n naalii kaa tel chapa.D kar
nashsha karne vaale jogii
Iliyas Babar Aawan
Nazm
kirae ka makan
hai vaaq.e ek naalii ke kinaare
mayassar hai.n mujhe kyaa kyaa nazaare
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
KHud-kushi ka alamiya
footpath pe kuchh jaa-ba-jaa dhabbe siyaah o surKH
naalii ke gadle paanii ke siine pe chand daaG
Anjum Irfani
Nazm
kallan
magar vo naalii me.n utar gayaa
aur kuchh der baa'd mujh se duur baiTh kar apne hasse chaaTne lagaa
Tabassum Zia
Nazm
achchhi baat bhali lagti hai
machchhar jaage.n raato.n me.n bhii
din me.n hai.n sote naalii par