SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasha"
Nazm MATCHES FOR "nasha"
Nazm
urdu zaban
nasha aataa hai urdu bolne me.n
gilaurii kii tarah hai.n mu.nh lagii sab istelaahe.n
Gulzar
Nazm
nasha baqi hai
vahii zamaana vahii yaade.n aur vahii KHvaab
nasha utarne pe vahii maKHluuq aur vahii duniyaa
Khaleel Mamoon
Nazm
kangan
mujh ko betaab saa rakhtaa tirii chaahat kaa nasha
mai.n tirii ruuh ke gulshan me.n mahaktaa rahtaa
Wasi Shah
Nazm
jism se aage ki manzil
jism kii aag kahaa.n bujhtii hai
log kis vaqt mohabbat kaa nasha suu.nghte hai.n
Faisal Hashmi
Nazm
zabanon ka bosa
ye bad-mast KHushbuu jo gahraa Gunuuda nasha laa rahii hai
ye kaisaa nasha hai
Fahmida Riaz
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
chal rahii hai kuchh is andaaz se nabz-e-hastii
dono.n aalam kaa nasha TuuT rahaa ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-reKHta
duniyaa dil-e-ghazal me.n mai-KHaana ishq kaa hai
har ruuh vajd me.n hai har jism me.n nasha hai
Farhat Ehsas
Nazm
shri guru-nanak
nasha-e-husn-e-haqiiqii se the madhosh-e-azal
baada-e-naab se sarshaar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
faisla
dab gayaa talKH haqiiqat me.n nasha taa-ba-kamar
mai.n abhii aaKHirii mai-nosh huu.n maiKHaane me.n
Akhtarul Iman
Nazm
apni walida ki yaad mein
balaa kaa shor hai ulfat ke mai-kade me.n magar
sharaab miltii hai lekin nasha nahii.n miltaa