SEARCH RESULTS
Showing search results for "paikar-e-paikaar"
Nazm MATCHES FOR "paikar-e-paikaar"
Nazm
mera watan
jism ke reza-reza kii aavaaz hai
'paikar' apne vatan par mujhe naaz hai
Paikar Yazdani
Nazm
tawaif
ai zan-e-naapaak fitrat-e-paikar-e-makr-o-riyaa
dushman-e-mehr-o-vafaa Gaarat-gar-e-sharm-o-hayaa
Mahirul Qadri
Nazm
jangali nach
ek paikar-e-gudaaz aur naachne lagaa
Dholako.n kii mast chiiKH aur tez ho ga.ii
Salam Machhli shahri
Nazm
husn-e-qubul
garaj rahaa hai siyah mast piil paikar-e-abr
udaas koh kii choTii pe ek tanhaa pe.D
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
bint-e-himala
aah! ga.ngaa ye hasii.n paikar-e-billor tiraa
terii har mauj-e-ravaa.n jalva-e-maGruur tiraa
Parvez Shahidi
Nazm
barsat ka mausam
ai huur-e-jinaa.n jaan-e-chaman ruuh-e-nazaara
ai paikar-e-anvaar-o-dil-aavez dil-aaraa
Izhaar Malihabadi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
jannat tirii pinhaa.n hai tire KHuun-e-jigar me.n
ai paikar-e-gul koshish-e-paiham kii jazaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
qatil-e-be-chehra
sharaab pii ke ye ehsaas mujh ko hotaa hai
ki jaise arsa-e-paikaar-e-haqq-o-baatil me.n
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Nazm
koyal
marhabaa ai paikar-e-paik-e-subuk-gaam-e-bahaar
le ke phir tuu garmiyo.n me.n aa.ii paiGaam-e-bahaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
lahuu se laal kiyaa saik.Do.n zamiino.n ko
jahaa.n mai.n chhe.D ke paikaar-e-aql-o-dii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
ehsas
bar-zamii.n paikar-e-firdaus-e-barii.n kah Daaluu.n
haram-e-dil me.n sanam-KHaana sajaa rakkhaa hai
Zafar Adeem
Nazm
main albam ke waraq jab bhi ulaTta hun
zamaane kho ga.e aa.inda o rafta ke mele me.n
zamiine.n gum hu.ii.n paikaar-e-has-o-niist me.n aisii
Ain Tabish
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
paikar-e-ijz-o-KHuluus-o-saadgii
tuu thaa tahziib-o-tamaddun kaa nikhaar
Talib Chakwali
Nazm
surud-e-shabana
paikar-e-iltijaa hai KHaamoshii
bazm-e-anjum fasurda-saamaa.n hai