SEARCH RESULTS
Showing search results for "payam e"
Nazm MATCHES FOR "payam e"
Nazm
iqbaal
sone vaalo.n ko payaam-e-sub.h-e-nau detii hu.ii
KHvaab kii duniyaa uThii a.ng.Daa.iyaa.n letii hu.ii
Maikash Akbarabadi
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
payam-e-ishq
سن اے طلب گار درد پہلو! ميں ناز ہوں ، تو نياز ہو جا
ميں غزنوي سومنات دل کا ، تو سراپا اياز ہو جا
Allama Iqbal
Nazm
payam-e-amal
gar qaum kii KHidmat kartaa hai
ehsaan tuu kis par dhartaa hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
payam-e-watan
guu.njaa yahii.n se amn-o-amaa.n kaa payaam hai
is vaaste jahaa.n me.n tiraa ehtiraam hai
Jamal Bharti
Nazm
payam-e-hasti
tabassum kii havas ho barq ke aasaar paidaa kar
jo gar ye aarzuu ho chashm-e-dariyaa-baar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
payam-e-azadi
sunaa rahaa hai tujhe inqilaab-e-dahr jo kuchh
sun aur Gaur se sun vo payaam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
gul-farosh
payaam-e-aamad-e-fasl-e-bahaar detii hai
junuu.n-nasiib dilo.n kii du.aa.e.n letii hai
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
sar-e-tur
le ke aa.e.n payaam-e-tuluu-e-sahar
jitne suuraj KHalaa.o.n me.n mastuur hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
jang
barbat-navaaz bazm-e-uluu idhar to aa
daavat-dah-e-payaam-e-ubuudii idhar to aa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
qadam mila ke chalo
payaam-e-amn-o-amaa.n sulh-o-aashtii le kar
har ek samt chalo josh-e-zindagii le kar
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tuu hai payaam-e-aalam-e-baalaa mire liye
ik vahii-e-zii-hayaat hai goyaa mire liye
Josh Malihabadi
Nazm
Tipu-sultan
payaam-e-sa.ii-e-sar-afraazii-e-vatan hai tuu
shahiid-o-Gaazii-o-jarraar-o-saf-shikan hai tuu
Ijtiba Rizvi
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa