SEARCH RESULTS
Showing search results for "phalne"
Nazm MATCHES FOR "phalne"
Nazm
hinDola
samaaj phuulne-phalne ke de sakaa saadhan
vo saa.ns lete hai.n tahziib-kush fazaa.o.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
naghma-e-dehli
durvesho.n ne bhii is pe mohabbat kii nazar kii
valiyo.n ne sadaa phuulne phalne kii du.aa dii
Rifat Sarosh
Nazm
jangal: ek hasht pahlu taswir
ek jiitii-jaagtii taabinda zinda shaa.ntii
phuulne-phalne sa.nvarne kar guzarne kaa khulaa imkaan
Ameeq Hanafi
Nazm
be-hunar saaton mein ek sawal
tirii gavaahii pe to phuul phalne lagte the
tire hii saath vo manzar bhii chalne lagte the
Jameel ur Rahman
Nazm
koyal
aam ke phalne aur na phalne se koyal
pyaarii koyal tujh ko faa.eda hii kyaa hogaa
Talha Rizvi Barq
Nazm
jawab-e-shikwa
mardum-e-chashm-e-zamii.n yaanii vo kaalii duniyaa
vo tumhaare shohdaa paalne vaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
dosti ka hath
charaaG jin se mohabbat kii raushnii phaile
charaaG jin se dilo.n ke dayaar raushan ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
o des se aane wale bata
barsaat kaa jauban hotaa hai
phaile hu.e ba.D kii shaaKHo.n me.n