SEARCH RESULTS
Showing search results for "pite"
Nazm MATCHES FOR "pite"
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
piite hai.n mai ke pyaale aur dekhte hai.n ja.ngle
kitne phire hai.n baahar KHuubaa.n ko apne sang le
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shaer log
har ik daur me.n har zamaane me.n ham
zahr piite rahe, giit gaate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main aksar sard raaton mein
ye dha.Dkan shor kartii hai
tumhaarii yaad ke ye chiiKHte aur piiTte lamhe
Qamar Abbas Qamar
Nazm
aahang-e-nau
KHuun piite hu.e sarshaar chale aate hai.n
tum jo uTh jaa.o to be-kaar chale aate hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
iKHlaas kii mai piite hai.n mai-KHvaar isii ke
mardaan-e-mujaahid hai.n talabgaar isii ke
Arsh Malsiyani
Nazm
aazadi
muflisii se karte hai.n jab aadamiyat ko judaa
jab lahuu piite hai.n tahziib-o-tamaddun ke KHudaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
gham-gusari
kis ne paa.ii hai Gam-e-ziist kii talKHii se najaat
chaar-o-naa-chaar ye zahraab sabhii piite hai.n