SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaazo.n"
Nazm MATCHES FOR "qaazo.n"
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
chakle
ye guu.nje hu.e qahqahe raasto.n par
ye chaaro.n taraf bhii.D sii khi.Dkiyo.n par
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
makr kii chaalo.n se baazii le gayaa sarmaaya-daar
intihaa-e-saadgii se khaa gayaa mazduur maat
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye kaar-KHaano.n me.n lohe kaa shor-o-Gul jis me.n
hai dafn laakho.n Gariibo.n kii ruuh kaa naGma
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
vo jis se tumhaare ijz pe bhii
shamshaad-qado.n ne rashk kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya hukm-nama
havaa.e.n haakimo.n kii muTThiyo.n me.n hathka.Dii me.n
qaid-KHaano.n me.n nahii.n ruktii.n
Javed Akhtar
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane