SEARCH RESULTS
Showing search results for "qismat-e-insaa.n"
Nazm MATCHES FOR "qismat-e-insaa.n"
Nazm
sham-e-ghurbat
ye bhii ko.ii zindagii hai jab nahii.n
KHushk Tuk.Daa qismat-e-insaan me.n
Syed Ali Husain Shah Ali
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm kii qismat-e-naakaara-o-rusvaa se kaho
jabr kii hikmat-e-parkaar ke iimaa se kaho
Sahir Ludhianvi
Nazm
ishrat-e-tanhai
aa.nkh majbuur nahii.n hai mirii biinaa.ii se
mahram-e-dard-o-Gam-e-aalam-e-insaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kis ki bad-gumani par
qismat-e-ishq to hai qismat-e-ishq
baare mannat kii shaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
KHun-e-tamanna
sa.D chuke is ke anaasir haT chukaa soz-e-hayaat
ab tujhe fikr-e-ilaaj-e-dard-e-insaa.n hai to kyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
jo hum pe guzri
ab tahii jaam-o-subuu kii na hikaayat hogii
naGma-zan qismat-e-arbaab-e-mohabbat hogii
Muslim Shameem
Nazm
zindagi se Darte ho
chaak ho gayaa aaKHir KHaak ho gayaa aaKHir
izhdihaam-e-insaa.n se fard kii navaa aa.ii
Noon Meem Rashid
Nazm
baghawat-e-nafs
qismat-e-Gam-gii.n ke ho.nTo.n par kabhii
aa nahii.n saktii KHushii kii baat kyuu.n
Meeraji
Nazm
election
likkhaa hu.aa hai qismat-e-ummiid-vaar me.n
''u.Dtii phiregii KHaak tirii kuu-e-yaar me.n''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ehsas-e-kaamran
azm-e-aazaadii-e-insaa.n ba-hazaaraa.n jabruut
ik na.e daur kaa aaGaaz kiyaa chaahtaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat badalte hai.n maah-o-saal ke saath
jamaaliyaat me.n taariiKH-e-fikr-e-insaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
mahatma gandhi
maqaam-e-azmat-e-insaa.n ko tuu ne faash kiyaa
jumuud-basta Gulaamii ko paash-paash kiyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
KHwab dekhna
hai jahaan-e-guzaraa.n KHvaab kaa bilkul naqsha
diida-e-hazrat-e-insaa.n ke liye dhokaa saa