SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.ng-e-'adaa'"
Nazm MATCHES FOR "ra.ng-e-'adaa'"
Nazm
naqsh-bar-ab
dast-e-nafrat kii banaa.ii hu.ii diivaar-e-adaa
sa.ng-o-aahan kii tarah puKHta-o-pa.inda rahe
Ada Jafarey
Nazm
ujale ki lakir
aasmaano.n ko zamiino.n ko na.e rang mile
aur fazaa nik.hat-o-ra.anaa.ii se ma.amuur hu.ii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ahl-e-junun
vo lahuu apne hii maathe se bahaa hai jis se
aaj diivaar-e-KHirad kii hai lahuu-rang jabii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
phir sham hui
lekin itnaa bhii sochaa, kabhii zaalimo!
ham bhii hai.n aashiq-e-ra.ng-o-buu shahr me.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
KHwabon KHayalon ki apsara
hariir-o-resham-o-diibaa me.n ra.ng-e-naaz-o-adaa
sukuun-e-dil ke liye hai.n qaraar-e-jaa.n kii tarah
Daur Afridi
Nazm
wasoKHt
gar fikr-e-zaKHm kii to KHataa-vaar hai.n ki ham
kyuu.n mahv-e-mad.h-e-KHuubi-e-teG-e-adaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nawishta-e-pas-e-diwar
ye ra.ng-o-buu ye nazaare ye bazm-aaraa.ii
niyaaz-o-naaz-o-adaa husn ishq ra.anaa.ii
Sarwar Alam Raz
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
bil-aaKHir ik din jiite.nge
kyaa KHauf zii-yalGaar-e-a.adaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bazar
daam lag jaa.e.n to kyaa ishva-o-andaaz-o-adaa
pyaar sii shai sar-e-baazaar chalii aatii hai
Shahid Akhtar
Nazm
kahaaran
sun ke ye aavaaz fauran josh us ko aa gayaa
aalam-e-husn-o-adaa is qahr se tharraa gayaa