SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.nj-e-furqat"
Nazm MATCHES FOR "ra.nj-e-furqat"
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
daastaan-e-aalam-e-furqat kisii se kyaa kahe.n
ho gayaa barbaad har zarra dil-e-naashaad kaa
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
nala-e-firaq
aa gayaa aaj is sadaaqat kaa mire dil ko yaqii.n
zulmat-e-shab se ziyaa-e-roz-e-furqat kam nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
unki taswir dekh kar
tuu ne ik dil ko mire dars-e-mohabbat na diyaa
aur phir jaan ke daaG-e-Gam-e-furqat na diyaa
Shakeel Badayuni
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tira-nasib
ranj-e-tannuur-e-shikam
KHvaahish-o-KHvaab me.n malfuuf rasaa.ii kaa Gubaar
Kamran Nafees
Nazm
bachchon se KHitab
bhuul kar bhii na aisaa kaam kare.n
jis se haasil ho ranj-o-huzn-o-malaal
Faiz Tabassum Tonsvi
Nazm
wo kaenat wo aalam
tire taraashe hu.e but dayaar-e-hastii me.n
asiir-e-ranj-o-gadaa.ii-nasiib hai.n ab tak
Abid Almi
Nazm
urdu hindi
baaG-e-vatan me.n yaasmii.n hai ek yaasman
dono.n ke buu se miTte hai.n ranj-o-Gam-o-mehan
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
vaqt ke afsuu.n se thamtaa naala-e-maatam nahii.n
vaqt zaKHm-e-teG-e-furqat kaa ko.ii marham nahii.n