SEARCH RESULTS
Showing search results for "ramooz"
Nazm MATCHES FOR "ramooz"
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin kii hukuumat se hai faash ye ramz-e-Gariib
saltanat-e-ahl-e-dil faqr hai shaahii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
gaanaa jo hai shab ko to sahar ko hai tilaavat
is ramz ke ab tak na khule ham pe ma.aanii
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
yahii.n rumuuz-e-KHiraam-e-sukuu.n-numaa siikhe
nasiim-e-sub.h-e-tamaddun ne bhairvii.n chhe.Dii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaras-e-gul ki sada
ham ki rummaaz-e-rumuuz-e-Gam-e-pinhaanii hai.n
apnii gardan pe bhii hai rishta-fagan KHaatir-e-dost
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mukalima
hijaab ko ramz-e-nuur kahtaa hai aur partav se kheltaa hai
ko.ii to hogaa''
Iftikhar Arif
Nazm
saDak ban rahi hai
ye be-baak ulfat par alha.D ishaara
basantii se raamuu to raamuu se raadhaa
Salam Machhli shahri
Nazm
pahla patthar
ki jo suluuk bhii ham par ravaa hu.aa us me.n
na ko.ii ramz nihaa.n hai, na ko.ii bulajabii
Mustafa Zaidi
Nazm
gandhi-jayanti par
hamaare dil munavvar kar diye nuur-e-mohabbat se
hu.e aagaah ahl-e-dahr ramz-e-aadamiyat se
kanval Dibaivi
Nazm
waqt ki qadr
kise KHabar hai qayaamat me.n ham mile.n na mile.n
fazaa-e-rauz-e-jannat me.n ham mile.n na mile.n
Akhtar Shirani
Nazm
KHanqah
ramz-o-iimaa is zamaane ke liye mauzuu.n nahii.n
aur aataa bhii nahii.n mujh ko suKHan-saazii kaa fan
Allama Iqbal
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
vo ishq jo ham ko laahiq thaa
asraar-e-vajuud o ramz-e-adam sab khol gayaa
Sajida Zaidi
Nazm
zindagi
zindagii ik mutma.in suufii kii ramz
zindagii shab-KHez aabid kaa suruur