SEARCH RESULTS
Showing search results for "raqiibaa.n"
Nazm MATCHES FOR "raqiibaa.n"
Nazm
mushaera
bahut se aur bhii shaa.er vahaa.n par aa.e.nge
chalo ki marg-e-raqiibaa.n kaa lutf uThaa.e.nge
Syed Mohammad Jafri
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
aaj baazaar me.n paa-ba-jaulaa.n chalo
dast-afshaa.n chalo mast o raqsaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
shahryaaro.n se raqaabat kaa junuu.n taarii thaa
bistar-e-maKHmal-o-sanjaab thii duniyaa merii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
chakle
ye biktii hu.ii khokhlii ra.ng-raliyaa.n
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
vo sarv-e-vatan raihaan-e-vatan
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
hai raakib-e-taqdiir-e-jahaa.n terii razaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kaun sii shaaKH-e-gul pe raqsaa.n hai
rashk-e-firdaus aashiyaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
kar gae kuch kahan
dost-ahbaab tire naam ke Takraa.e.nge jaam
Gair-aGyaar chukaa.e.nge raqaabat ke hisaab
Ahmad Faraz
Nazm
judai ki pahli raat
chaa.nd kii tarah se raqsaa.n thaa magar
kis qadar jald tirii hastii ne
Parveen Shakir
Nazm
ek lamha
phuul kyaa shaguufe kyaa chaa.nd kyaa sitaare kyaa
sab raqiib qadmo.n par sar jhukaane lagte hai.n