SEARCH RESULTS
Showing search results for "rashk-e-sharar"
Nazm MATCHES FOR "rashk-e-sharar"
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
qutub-minar
teraa maskan arz-e-dillii rashk-e-husn-e-koh-e-qaaf
chaa.nd-suuraj roz tere gird karte hai.n tavaaf
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ai nigar-e-watan
vo kisht-e-dil ki jise aa.nsu.o.n ne sii.nchaa thaa
hariif-e-chashmak-o-barq-o-sharar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
surod-e-zindagi
zindagii dasht-o-bayaabaa.n be-KHabar ke vaaste
rashk-e-sad-baaG-e-iram ahl-e-nazar ke vaaste
Sabir Abuhari
Nazm
dawat-e-amal
ko.ii suurat nahii.n aaraam-e-nasheman kii nasiib
kaamraa.n silsila-e-barq-o-sharar hai ai dost
Anwar Sabri
Nazm
aadarsh
sho.ala-e-barq-o-sharar phuul banaa kis ke liye
bech aaya hai ko.ii us kii galii me.n iimaa.n
Anjum Azmi
Nazm
dakan
jahaa.n kii zamii.n rashk-e-charKH-e-kuhan hai
jahaa.n shoKHiyaa.n hai.n adaa hai phaban hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
irfan
in se qaa.em bharam qaum kaa
sarzamii.n mulk kii in se hai rashk-e-arsh-e-barii.n
Alqama Shibli
Nazm
udaipur
sar-zamiin-e-padmanii gahvaara-e-prataapii bhiim
rashk-e-firdaus-e-zamaana dekhne aayaa huu.n mai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
zohd aur rindi
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at me.n hai kaisaa
go sher me.n hai rashk-e-kaliim-e-hamdaanii
Allama Iqbal
Nazm
gul-e-rangin
naa-tavaanii hii mirii sarmaaya-e-quvvat na ho
rashk-e-jaam-e-jam miraa aa.iina-e-hairat na ho
Allama Iqbal
Nazm
lucknow
sabr-aazmaa hai Gamza-e-turkaan-e-lucknow
rashk-e-zanaan-e-misr kaniizaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taaruf
rashk-e-sad-hosh hai mastii merii
aisii mastii hai ki hushyaar huu.n mai.n