SEARCH RESULTS
Showing search results for "riyaz e naseem ebo"
Nazm MATCHES FOR "riyaz e naseem ebo"
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHir-e-shab
na.ii sahar me.n dhu.ndalke badalne vaale hai.n
chaman kii KHaak pe masruuf raqs-e-paiham hai
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
KHizan ke phul
ye tangnaa-e-qafas ye siyaasat-e-sayyaad
ye aab-o-gil ke talaatum yeh vus.at-e-barbaad
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
dua
raat jii khol ke phir mai.n ne du'aa maa.ngii hai
aur ik chiiz ba.Dii besh-bahaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
tu ne dekha hai jis nazar se mujhe
kyuu.n hai baad-e-nasiim kii gardish
ab mai.n samjhaa bahaar kaa matlab
Subhan Asad
Nazm
aagahi
nisfunnahaar se merii socho.n kaa aaftaab
rakhtaa hai layer layer merii ziist kii kitaab