SEARCH RESULTS
Showing search results for "ro.de"
Nazm MATCHES FOR "ro.de"
Nazm
rishwat
log aTkaate hai.n kyuu.n ro.De hamaare kaam me.n
jis ko dekho KHair se na.ngaa hai vo hammaam me.n
Josh Malihabadi
Nazm
qadam mila ke chalo
hazaar mushkile.n ik jast me.n ubuur karo
har ek ro.De ko Thokar se chuur-chuur karo
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ko jo na roke vo shaamil hai zulm me.n
qaatil ko jo na Toke vo qaatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mashriq-o-maGrib kii qaumo.n ke liye roz-e-hisaab
is se ba.Dh kar aur kyaa hogaa tabii.at kaa fasaad
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ruud-e-dajlaa kaa saahil
vo kashtii vo mallaah kii band aa.nkhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat