SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukhsaar-e-tar"
Nazm MATCHES FOR "rukhsaar-e-tar"
Nazm
ujale ki lakir
saaqii-e-vaqt ke ruKHsaar pe lahraayaa hai
ye hai taariik fazaa.o.n me.n ujaale kii lakiir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
abdiyat
haa.n magar sirf ruKHsaar o lab
sirf ruKHsaar o lab raakh me.n daabii chi.ngaariyo.n kii tarah
Bashar Nawaz
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
raat kaa garm lahuu aur bhii bah jaane do
yahii taariikii to hai Gaaza-e-ruKHsaar-e-sahar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fasil-e-shab
zaKHm-e-jaa.n ban ke sabaa suu-e-chaman aa.ii hai
lab-o-ruKHsaar-e-tamanna pe nikhaar aa na sakaa
Qaisarul Jafri
Nazm
intizar
dekh kar surKHii-e-ruKHsaar-e-gulistaa.n gulchii.n
apne dastuur me.n tarmiim kiye jaataa hai
Parvez Shahidi
Nazm
naya KHun
mauj-e-KHuu.n Gaaza-e-ruKHsaar-e-umam hotii hai
aa.o ab vaqt kii aavaaz kaa idraak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
jo hum pe guzri
Gaaza-e-gul liye ruKHsaar-e-KHizaa.n aaj bhii hai
andaliibo.n kaa vahii tarz-e-fuGaa.n aaj bhii hai
Muslim Shameem
Nazm
status marriage
vaaqif-e-atlantic thii be-niyaaz-e-KHushk-o-tar
mai.n ne status kii KHaatir kar to lii shaadii magar
Khalid Irfan
Nazm
zindagi
sarguzasht-e-nauhagar hai zindagii
daastaan-e-ashk-e-tar hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
raftagan
hai kaun jis ko nazr kare.n aa.nsu.o.n ke phuul
le jaa.e.n aaj aabruu-e-chashm-e-tar kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
tazad
nafas nafas me.n basii hu.ii nik.hat-e-gul-e-tar
KHalaa.o.n me.n mushtarii o zohra kaa raqs jaarii