SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabza"
Nazm MATCHES FOR "sabza"
Nazm
ek aarzu
ho haath kaa sirhaanaa sabze kaa ho bichhaunaa
sharmaa.e jis se jalvat KHalvat me.n vo adaa ho
Allama Iqbal
Nazm
nazm
tujh se shikva bhii agar kartaa to kaise kartaa
mai.n vo sabza thaa jise rau.nd diyaa jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai shikast anjaam Gunche kaa subuu gulzaar me.n
sabza o gul bhii hai.n majbuur-e-numuu gulzaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
nikhat-o-nuur se labrez nazaaro.n ke sivaa
sabza-zaaro.n ke sivaa aur sitaaro.n ke sivaa
Noon Meem Rashid
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
naa is sahraa me.n KHoshaa hai
naa is sahraa me.n sabza hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
mirza ghaalib
tere firdaus-e-taKHayyul se hai qudrat kii bahaar
terii kisht-e-fikr se ugte hai.n aalam sabza-vaar
Allama Iqbal
Nazm
patthar
jitnii aqdaar hai.n is daur kii sab patthar hai.n
sabza o gul bhii havaa aur fazaa bhii patthar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hinDola
bashar kii zaat ki mahr-e-uluuhiyat ba-jabii.n
abad ke dil me.n ja.De.n maartaa hu.aa sabza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
saba viran
sulaimaa.n sar-ba-zaanuu aur sabaa viiraa.n
sabaa viiraa.n, sabaa aaseb kaa maskan
Noon Meem Rashid
Nazm
barsat ki bahaaren
gulzaar bhiigte hai.n sabze nahaa rahe hai.n
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai raushniyon ke shahr
sabza sabza suukh rahii hai phiikii zard dopahar
diivaaro.n ko chaaT rahaa hai tanhaa.ii kaa zahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
man tere jaane ke baad
sabza-e-naurasta us ghar kii nigahbaanii kare
aasmaa.n terii lahad par shabnam afshaanii kare
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
nashat-e-umid
paa.nv me.n juutii nahii.n par hai ye zauq
gho.Daa jo sabza ho to niilaa ho tauq