SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadaa.e.n"
Nazm MATCHES FOR "sadaa.e.n"
Nazm
parinde ki fariyaad
aatii nahii.n sadaa.e.n us kii mire qafas me.n
hotii mirii rihaa.ii ai kaash mere bas me.n
Allama Iqbal
Nazm
waqt
KHud apnii aavaaz ho ki maahaul kii sadaa.e.n
ye zehn me.n bantii aur biga.Dtii hu.ii fazaa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
mohabbat ki ek nazm
ruk ke tum ko sadaa.e.n duu.ngaa
samundaro.n ke safar pe niklo
Amjad Islam Amjad
Nazm
KHamosh aawaz
dil kii dha.Dkan Duub bhii jaa.e
dil kii sadaa.e.n thak na sake.ngii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
teri aawaz
der tak yuu.n tirii mastaana sadaa.e.n gauu.njii.n
jis tarah phuul chaTakne lage.n viiraane me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
moro.n kii sadaa.e.n guu.njtii hai.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ek rah-guzar par
havaa me.n shoKHii-e-raftaar kii adaa.e.n hai.n
fazaa me.n narmii-e-guftaar kii sadaa.e.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindan ki ek subh
lazzat-e-KHvaab se maKHmuur havaa.e.n jaagii.n
jel kii zahr-bharii chuur sadaa.e.n jaagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aalam kitne
abhii guu.nje.nge salaasil kii sadaa.e.n kitnii
aur ho.nge abhii zanjiir se maatam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek gae aur bakri
ThanDii ThanDii havaa.e.n aatii thii.n
taa.ero.n kii sadaa.e.n aatii thii.n
Allama Iqbal
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
jis vaqt ki rindo.n ke dil se huu-haq kii sadaa.e.n uThtii hai.n
tum yaad mujhe aa jaate ho