SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadqa-e-husn"
Nazm MATCHES FOR "sadqa-e-husn"
Nazm
ye kaun aaya
tarsii hu.ii nazro.n ko ab aur na tarsaa re
ai husn ke saudaagar ai ruup ke banjaare
Ibn-e-Insha
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
sapno.n ke shiilaaT kii raanii
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
Ibn-e-Insha
Nazm
hilal-e-eid
hai musalmaano.n par vaajib sadqa-e-eid-ul-fitr
paa ke rozii KHush hai.n Gorabaa ye nihaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
eid ka chand dekh kar
sub.h KHairaat ke aa.ngan me.n Gariibii hogii
phir vahii sadqa-e-jaa.n ab ke baras paa.e.nge
Moazzam Ali Khan
Nazm
KHarosh-e-KHum
vo armuGaan-e-navaa vo suKHan kii sauGaate.n
ba-naam-e-husn vo chiTThii jo Dar kii nazr hu.ii
Abdul Aziz Khalid
Nazm
tamam KHwab mohabbat ke nam kar dunga
jahaa.n pe KHvaab rakhe hai.n usii dariiche se
kuchh ahl-e-husn
Nadeem Najid
Nazm
nai purani aag
dekho ai husn-o-ulfat ke maaro idhar
jaa.n-navaazo idhar jaa.n-nisaaro idhar
Daur Afridi
Nazm
wo inqalab ka mutrib
dayaar-e-husn kaa mahram
vo sahar-saaz saraapaa vo shaKHsiyat kaa jamaal
Muslim Shameem
Nazm
talib-e-ilm
roz kamre me.n slow waltz kiyaa kartaa thaa
mai.n mai-e-husn ko chakh chakh ke piyaa kartaa thaa
Betab Amrohvi
Nazm
tashqand ki sham
jahaan-e-husn ke gumnaam taajdaaro.n kii
ye sarzamii.n hai mohabbat ke KHvaastgaaro.n kii
Ali Sardar Jafri
Nazm
commercial street ki ek sham
talaash-e-husn-o-mudaavaa-e-zaKHm-e-dil ke liye
churaa ke laa.e hai.n do-chaar lamhe duniyaa se
Mahir Mansoor
Nazm
kanTon se pyar ho jae
hasiin vaadiyaa.n chashme ba-ma.a KHas-o-KHaashaak
tazaad-e-husn jo dekhe nisaar ho jaa.e
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
zafar
paikar-e-KHalq-o-vafaa KHuugar-e-aamaal-e-husn
KHusrav-e-fikr-o-rasaa baadshah-e-fahm-o-fatin
Arsh Malsiyani
Nazm
mir
bazm-gaah-e-husn me.n ik partav-e-faiz-e-jamaal
said-gaah-e-ishq me.n hai ek said-e-KHasta-haal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
nur-jahan ka mazar
maah-e-falak-e-husn ko ye burj milaa hai
ai charKH tire husn-e-navaazish kaa gilaa hai