SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahaar"
Nazm MATCHES FOR "sahaar"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
chamak uThe hai.n salaasil to ham ne jaanaa hai
ki ab sahar tire ruKH par bikhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tariq ki dua
KHabar me.n nazar me.n azaan-e-sahar me.n
talab jis kii sadiyo.n se thii zindagii ko
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
na ko.ii va.ada-o-paimaa.n kii shaam hai na sahar
na shauq kii hai ko.ii daastaa.n jo kahnii ho
Jaun Eliya
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagaanii thii tirii mahtaab se taabinda-tar
KHuub-tar thaa sub.h ke taare se bhii teraa safar
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
sahar-e-aish me.n us kii asar-e-shaam nahii.n
zindagii us ke liye zahr bharaa jaam nahii.n