SEARCH RESULTS
Showing search results for "said-e-bismil"
Nazm MATCHES FOR "said-e-bismil"
Nazm
ek haqiqat
kise marg-e-'bismil' kaa ehsaas hogaa
vo bekas bhii thaa aur KHud.daar bhii thaa
Bismil Dehlavi
Nazm
falsafa-e-husn-o-ishq
KHud-farebii me.n giraftaar nahii.n hai 'bismil'
kyaa ye taKHliiq baraa.e nigah-e-naaz nahii.n
Bismil Dehlavi
Nazm
barsat ki sham
suurat-e-tasviir chup 'bismil' hu.e ye bol kar
husn kii duniyaa hai dekho diida-e-dil khol kar
Bismil Allahabadi
Nazm
taKHliq
raqs-e-miinaa se uThe naGma-e-raqs-e-bismil
saaz KHud apne muGannii ko gunahgaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
namrud ki KHudai
us se bad-tar dino.n ke ham said-e-naa-tavaa.n hai.n!
ko.ii ye kis se kahe:
Noon Meem Rashid
Nazm
b amman se KHitab
aa 'jamaal'-e-zaar ko bhii raazdaar-e-dil banaa
zindagii is kii bhii ik barq-e-dil-e-bismil banaa
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
insan ki fariyaad
is justujuu me.n mai.n ne kii sair-e-tuur-o-aiman
parbat ko ghar banaayaa jangal se lau lagaa.ii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
o aasman wale
paamaal-e-faqr-o-zillat hai.n izz-o-shaan vaale
said-e-Gam-o-alam hai.n tiir-o-kamaan vaale
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
gulaab se tan misaal-e-bismil
zamiin par tilmilaa rahe hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
mira-ji sahib
be-tash.hiirii ke said-e-zabuu.n
kab jhang me.n aa kar tujh se kahuu.n
Jameeluddin Aali
Nazm
mir
bazm-gaah-e-husn me.n ik partav-e-faiz-e-jamaal
said-gaah-e-ishq me.n hai ek said-e-KHasta-haal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
shahr-e-nigar
gesu.o.n vaalo.n me.n abruu ke kamaan-daaro.n me.n
ek said aa hii gayaa ek shikaar aa hii gayaa