SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajegii"
Nazm MATCHES FOR "sajegii"
Nazm
naya aane wala zamana hamara
puraane charaaGo.n ke maddham ujaalo
hamaare hii haatho.n sajegii ye mahfil
Salam Machhli shahri
Nazm
faiz ke nam
ahl-e-sitam kafan ko bhii tarse.nge ek din
daar-o-rasan kii bazm sajegii na phir kabhii
Ahmar Nadeem
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
makr kii chaalo.n se baazii le gayaa sarmaaya-daar
intihaa-e-saadgii se khaa gayaa mazduur maat
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
parda uThaa duu.n agar chehra-e-afkaar se
laa na sakegaa fara.ng merii navaa.o.n kii taab
Allama Iqbal
Nazm
KHamosh aawaz
dil kii dha.Dkan Duub bhii jaa.e
dil kii sadaa.e.n thak na sake.ngii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
is ke saa.e me.n sadaa pyaar ke charche ho.nge
KHatm jo ho na sakegii vo kahaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
nick-name
khelne vaale sab haatho.n ko mai.n gu.Diyaa hii lagtii huu.n
jo pahnaa do mujh pe sajegaa
Parveen Shakir
Nazm
mashwara
vo aasmaa.n ki jise tum na chhuu sakogii kabhii
us aasmaa.n kii tamannaa se faa.eda kyaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
aaKHiri mulaqat
shaayad nahii.n rahe vo pati.ngo.n ke valvale
taaza na rah sake.ngii rivaayaat-e-dasht-o-dar
Akhtarul Iman
Nazm
zabta
mire junuu.n ko na pahnaa sakoge tum zanjiir
na ho sakegaa kabhii tum se meraa zehn asiir
Habib Jalib
Nazm
hinDola
zamaana chhiin sakegaa na merii fitrat se
mirii safaa mire tahtush-shu.uur kii ismat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
kabhii alaamat hai shoKHiyo.n kii
kabhii kinaaya hai saadgii kaa