SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-sar"
Nazm MATCHES FOR "sar-sar"
Nazm
iqbaal
jaise charaaG vahshat-e-sar-sar se be-KHatar
yaa sham-e-bazm sub.h kii aamad se be-KHabar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saza
tum jis zamiin par ho mai.n us kaa KHudaa nahii.n
pas sar-ba-sar aziyyat o aazaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (4)
KHudaa kii tarah apne fan ke KHudaa sar-ba-sar ham
aarzu.e.n kabhii paayaab to saryaab kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
qaid se najat
paa.nv ko chho.D bhaage maar-e-do-sar
sar ko pushtaara-e-giraa.nbaarii
Muneer Shikohabadi
Nazm
ai nigar-e-watan
bahut qariib hai.n ab bhii qafas kii diivaare.n
bahut buland sar-e-shaaKH-saar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
adab se jhuk ke 'aqiidat bharii nigaaho.n se
falak ne tum ko sar-e-shaaKH-saar dekhaa hai
Bismil Dehlavi
Nazm
ramayan ka ek scene
ye jaa'l ye fareb ye saazish ye shor-o-shar
honaa jo hai sab us ke bahaane hai.n sar-ba-sar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
nazr-e-iqbaal
'ishq se 'irfaan-e-zaat 'aql se nafy-e-sifaat
'ishq sar-taa-paa yaqii.n 'aql sar-taa-sar gumaa.n
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
sabab-e-tabahi
aur teraa har ik Dhab
sar-ba-sar ehsaas dete hai iram kaa mujh ko bhii
Jai Raj Singh Jhala
Nazm
aabla
magar ik hausla saa dil ko hotaa hai,
ki jaise sar-ba-sar taariik shab me.n bhii