SEARCH RESULTS
Showing search results for "saste"
Nazm MATCHES FOR "saste"
Nazm
rishwat
ham phaTak sakte nahii.n parhez-gaarii ke qariib
aql-mand aate nahii.n iimaan-daarii ke qariib
Josh Malihabadi
Nazm
chand buDhi nazmen
TuuT ke chaknaa-chuur hu.aa yaa ko.ii kabaa.Dii
saste daamo.n le ke gayaa ye kaun bataa.e
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n par to jiivan se hai maut sastii
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
daraKHt-e-zard
vajuud o sher ye dono.n define ho nahii.n sakte
kabhii mafhuum me.n hargiz ye kaa.in ho nahii.n sakte
Jaun Eliya
Nazm
visal ki KHwahish
kyuu.n phir dono.n mil nahii.n sakte
kyuu.n ye bandhan TuuTaa hai
Muneer Niyazi
Nazm
farar
vahii gesuu vahii nazre.n vahii aariz vahii jism
mai.n jo chaahuu.n to mujhe aur bhii mil sakte hai.n