SEARCH RESULTS
Showing search results for "sazaa"
Nazm MATCHES FOR "sazaa"
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
etiraf
mai.n ne KHud apne kiye kii ye sazaa paa.ii hai
KHaak me.n aah milaa.ii hai javaanii mai.n ne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
26 january
kyaa mol lag rahaa hai shahiido.n ke KHuun kaa
marte the jin pe ham vo sazaa-yaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
qatil
mujh ik havasnaak-e-faromaaya kii KHaatir
saaz o saamaan-e-nashaat o nashsha-e-ishrat-fuzuunii the
Jaun Eliya
Nazm
jugnu
fazaa-e-shaam me.n Dore se pa.Dte jaate hai.n
jidhar nigaah kare.n kuchh dhu.aa.n saa uThtaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jahaa.n-zaad
vo halab kii kaarvaa.n-saraaa kaa hauz, raat vo sukuut
Noon Meem Rashid
Nazm
abul-ala-marri
taqdiir ke qaazii kaa ye fatvaa hai azal se
hai jurm-e-za.iifii kii sazaa marg-e-mufaajaat!
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
kuchh dino.n ke liye sunsaan saa lagtaa hogaa
aam ke baaG me.n bechain phirii hogii bahaar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek laDki shadan
shaadaa.n ko kuchh bhii na milaa
ya.anii khel kii paa.ii sazaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
aaj tanhaa.ii ne tho.Daa saa dilaasa jo diyaa
kitne ruuThe hu.e saathii mujhe yaad aa.e hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
nasihat
hai sharmindagii us ke dil kaa ilaaj
sazaa aur malaamat kii kyaa ehtiyaaj