SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehraa"
Nazm MATCHES FOR "sehraa"
Nazm
pahli aawaz
itnaa sannaaTaa ki jaise ho sukuut-e-sahraa
aisii taariikii ki aa.nkho.n ne duhaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
guDDe miyan ka sehra
guDDe miyaa.n ne baa.ndhaa hai sahraa
dekho to kaisaa achchhaa hai sahraa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
lahre.n sii vo letaa hu.aa ik phuul kaa sehraa
sehre me.n jhamaktaa hu.aa ik chaa.nd saa chehraa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jaras-e-gul ki sada
is havas me.n ki pukaare jaras-e-gul kii sadaa
dasht-o-sahraa me.n sabaa phirtii hai yuu.n aavaara
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parwaz
kahaa daraKHt ne ik roz murG-e-sahraa se
sitam pe Gam-kada-e-rang-o-buu kii hai buniyaad
Allama Iqbal
Nazm
inqalab-e-filistin
dekhtaa hai kaun sahraa ke baguulo.n kii taraf
jo nazar uThtii hai bas jaatii hai phuulo.n kii taraf
Shahzadi Kulsum
Nazm
tanha
mai.n vahii qatra-e-be-bahr vahii dasht-e-navard
apne kaa.ndho.n pe uThaa.e hu.e sahraa kaa tilism
Mustafa Zaidi
Nazm
KHun phir KHun hai
KHaak-e-sahraa pe jame yaa kaf-e-qaatil pe jame
farq-e-insaaf pe yaa paa-e-salaasil pe jame
Sahir Ludhianvi
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
chal ai nasiim-e-sahraa ruuh-o-ravaan-e-sahraa
meraa payaam le jaa suu-e-butaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab