SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehre"
Nazm MATCHES FOR "sehre"
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
inqalab
tere hii naGmo.n se dhuume.n mahfil-e-naahiid me.n
mujh ko tere sehr-e-mausiiqii se kab inkaar hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
lahre.n sii vo letaa hu.aa ik phuul kaa sehraa
sehre me.n jhamaktaa hu.aa ik chaa.nd saa chehraa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
amrita-piritam
chal gayaa saare dilo.n par teraa sehr-e-saamrii
jaavedaa.n ai amritaa-piriitam hai terii shaa.irii
Om Parkash Bajaj
Nazm
restaurant
restaurant me.n saje hu.e hai.n kaise kaise chehre
qabro.n ke katbo.n par jaise masle masle sehre
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
ik samt hai sehr-e-kashish bhii
sab dishaa.e.n naa-gahaa.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
abhi bhuk se ek chuha mara hai
na sehre na meh.ndii na shahnaa.iyaa.n hai.n
dukaa.n-daar lekin ba.De kaa.iyaa.n hai.n
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
holi
sehr-e-mausiiqii hu.aa phir guu.nj uThe gokul ke ban
raqs farmaane lagii phir vaadii-e-ga.ng-o-jaman
Arsh Malsiyani
Nazm
ai mere pyare watan
ruup ke sehre sajaatii terii kirno.n ko salaam
ai mire mohsin tirii nuuraanii sham.o.n ko salaam
Sohan Rahi
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
vahii sehr-e-alam taarii hai
phir usii tarz-e-kuhan
Akhtar Ziai
Nazm
nazr-e-sahir
vajd me.n hai jahaan-e-sher-o-suKHan
sehr-e-saahir kii hukmraanii hai
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
bele ke phul
kabhii ban jaate hai.n ma.ashuuq ke sehre kii la.Dii
kabhii aashiq kii mahak uThtii hai turbat in se
Salam Sandelvi
Nazm
masafaton ke sarab ka alamiya
apnii saarii thakan kulfate.n bhuul kar shaam hone se pahle
surKH-ruu aarzuu.o.n ke sehre sajaa.e
Mumtaz Malik
Nazm
mutriba
har taan terii goyaa hai aabshaar-e-naGma
sehr-e-halaal hai ye yaa hai tiraa tarannum