SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehre"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sehre"
Ghazal
yahii atiyya-e-sub.h-e-shab-e-visaal hai kyaa
ki sehr-e-naaz-o-zadaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
ejaaz hai kisii kaa yaa gardish-e-zamaana
TuuTaa hai asia me.n sehr-e-fira.ngiyaana
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sehre"
Geet
tere sehre kii ye sauGaat kise pesh karuu.n
ye mere sher mire aaKHirii nazraane hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai 'muniir' aazaad ho is sehr-e-yak-ra.ngii se tuu
ho ga.e sab zahr yaksaa.n sab nabaate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
taaza phir daanish-e-haazir ne kiyaa sehr-e-qadiim
guzar is ahd me.n mumkin nahii.n be-chob-e-kaliim
Allama Iqbal
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
inqalab
tere hii naGmo.n se dhuume.n mahfil-e-naahiid me.n
mujh ko tere sehr-e-mausiiqii se kab inkaar hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
lahre.n sii vo letaa hu.aa ik phuul kaa sehraa
sehre me.n jhamaktaa hu.aa ik chaa.nd saa chehraa