SEARCH RESULTS
Showing search results for "sehre"
Ghazal MATCHES FOR "sehre"
Ghazal
yahii atiyya-e-sub.h-e-shab-e-visaal hai kyaa
ki sehr-e-naaz-o-zadaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
ejaaz hai kisii kaa yaa gardish-e-zamaana
TuuTaa hai asia me.n sehr-e-fira.ngiyaana
Allama Iqbal
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
isii ne mujh ko 'inaayat kiyaa yad-e-baizaa
isii ne mujh se kahaa sehr-e-saamrii se nikal
Ahmad Faraz
Ghazal
ai 'muniir' aazaad ho is sehr-e-yak-ra.ngii se tuu
ho ga.e sab zahr yaksaa.n sab nabaate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
taaza phir daanish-e-haazir ne kiyaa sehr-e-qadiim
guzar is ahd me.n mumkin nahii.n be-chob-e-kaliim
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
faiz-e-mausam hii sahii sehr-e-taGayyur hii sahii
barq girtii hai magar aah kii taasiir ke saath
Matin Niazi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
fareb detii hai vus.at nazar kii ufuqo.n par
hai ko.ii chiiz vahaa.n sehr-e-niilmii.n kii tarah
Muneer Niyazi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
mai.n sehr-e-KHvaab se uTThaa to dekhaa
ko.ii khi.Dkii me.n suuraj rakh gayaa thaa
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
Atif tauqeer
Ghazal
ik sehr-e-shabistaa.n hai ye fann-e-jahaa.n-raanii
duniyaa hai ki sotii hai jaaduu hai ki chaltaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
sehr-e-goyaa.ii ke kis dasht kaa faizaan hai ye
har suKHan lab se tire suurat-e-aahuu niklaa