SEARCH RESULTS
Showing search results for "shast-e-but-e-naavik"
Nazm MATCHES FOR "shast-e-but-e-naavik"
Nazm
shahr-e-arzu
kaTegii raah ko.ii daastaa.n sunaate chalo
hikaayat-e-but-e-laala-o-shaa.n sunaate chalo
Hameed Almas
Nazm
tawaif
terii chuTkii kii sadaa hai yaa ki shaitaa.n kaa KHarosh
rahm kar insaaniyat par o but-e-ismat-farosh
Mahirul Qadri
Nazm
hisab-e-shab
kuchh aur chaahiye is ahd kii mohabbat ko
kahuu.n to kis se kahuu.n ai mire but-e-ma.asuum
Sahar Ansari
Nazm
mazdur aurten
gulnaar dekhtii hai ye mazduur aurte.n
maile phaTe libaas hai.n mahruum-e-shast-o-shuu
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hasrat-e-parwaz
aGyaar huu.n kahii.n but-e-shoriida-sar kahii.n
sab kuchh ho aah me.n to ho apnii asar kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
chashm-e-karam hai tujh se but-e-teG-zan mujhe
ruuThii hu.ii nigaah nahii.n dil-shikan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
yaad
bujhii hu.ii thii bahut din se aarzuu-e-suKHan
ye aaj kis but-e-shiirii.n-dahan kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
mujhe wapas kar de
phir mujhe chaahiye vaapas ba-sad-andaaz-o-niyaaz
ai sanam-KHaana-e-maazii ke but-e-pur-e.ajaaz
Anwar Abbas
Nazm
jaane kya sach hai yahan
us but-e-kaafir kii kashish
apne marne kii tamanna hai ki jiine kii KHalish
Maqsood Wafa
Nazm
status marriage
aaise aaise gul khilaa.e us but-e-gulfaam ne
murG ko ulluu banaa detii thii mere saamne
Khalid Irfan
Nazm
KHud fareb
banaa banaa ke but-e-aarzuu kii tasviire.n
siyaah parda-e-shab par bikher dii.n mai.n ne
Zia Jalandhari
Nazm
masiha farisi zamana
bhalaa kis tarah se ishaara samajhte
samaa.at kaa haikal aavaaz aavaaz-e-but-kada hai
Anwar Fitrat
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
rukiye agar to ha.ns ke kahe ik but-e-hasii.n
sun maulvii ye baat nahii.n hai gunaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
nur-jahan
thaa huur kaa Tuk.Daa but-e-tannaaz kaa mukh.Daa
ik sham.a thii faanuus me.n jo nuur-fishaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
baghi
dahr ko panja-e-usrat se chhu.Daane de mujhe
barq ban kar but-e-maazii ko giraane de mujhe