SEARCH RESULTS
Showing search results for "shast-e-but-e-naavik"
Ghazal MATCHES FOR "shast-e-but-e-naavik"
Ghazal
naqsh-e-naaz-e-but-e-tannaaz ba-aaGosh-e-raqiib
paa-e-taa.uus pa.e-KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ashk chashm-e-but-e-be-jaa.n se nikal saktaa hai
aah-e-pur-soz se patthar bhii pighal saktaa hai
Nazim Barelvi
Ghazal
dil me.n yaad-e-but-e-be-piir liye baiThaa huu.n
yaanii ik zulm kii tasviir liye baiThaa huu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
shikva sun kar jo mizaaj-e-but-e-bad-KHuu badlaa
ham ne bhii saath hii taqriir kaa pahluu badlaa
Bekhud Badayuni
Ghazal
aamad tasavvur-e-but-e-bedaad-gar kii hai
dil kii bhii luuT KHaana-KHaraabii jigar kii hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kyaa mire aane pe tuu ai but-e-maGruur gayaa
kabhii us raah se niklaa to tujhe ghuur gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Joshish Azimabadi
Ghazal
jab mai.n ne kahaa ai but-e-KHud-kaam vare aa
tab kahne lagaa ''chal be o bad-naam pare jaa''
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Raza Azimabadi
Ghazal
puuchhtaa hai ai but-e-be-piir kyaa
kyaa kahuu.n hai ranj daaman-giir kyaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
kaun se din tirii yaad ai but-e-saffaak nahii.n
kaun sii shab hai ki KHanjar se jigar chaak nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
tuu agar mujh se judaa ai but-e-naadaa.n hogaa
misl-e-naaquus ye dil hijr me.n naalaa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
hai mujhe paas-e-vafaa ai but-e-ayyaar faqat
varna kuchh tuu hii nahii.n ek tarah-daar faqat
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
dil ham ne jo chashm-e-but-e-bebaak se baa.ndhaa
phir nashsha-e-sahbaa se na tiryaak se baa.ndhaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHudaa-numaa hai but-e-sa.ng-e-aastaana-e-ishq
chaluu.ngaa paa-e-nigah ban ke suu-e-KHaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
karne lagaa dil talab jab vo but-e-KHush-e-mizaaj
ham ne kahaa jaan kal us ne kahaa ha.ns ke aaj
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
putlii kii evaz huu.n but-e-ra.anaa-e-banaaras
allaah phir in aa.nkho.n ko dikhlaa.e banaaras