SEARCH RESULTS
Showing search results for "shukr"
Nazm MATCHES FOR "shukr"
Nazm
jawab-e-shikwa
shukr shikve ko kiyaa husn-e-adaa se tuu ne
ham-suKHan kar diyaa bando.n ko KHudaa se tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
maulana
KHudaaraa shukr kii talqiin apne paas hii rakkhe.n
ye lagtii hai mire siine pe ban kar tiir maulaanaa
Habib Jalib
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
ramaen ka ek sin
raahat ho yaa ki ranj KHushii ho ki intishaar
vaajib har ek rang me.n hai shukr-e-kird-gaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
shudr kahlaa.e raakshas kahlaa.e
ra.nj pardes ke magar na uThaa.e
Altaf Hussain Hali
Nazm
id
masarrato.n ke KHazaane diye KHudaa ne hame.n
taraane shukr ke gaane ko iid aa.ii hai
Mohammad Asadullah
Nazm
ustad
shukr ke jazbaat se gardan jhukaa letaa huu.n mai.n
yaad aataa hai mujhe ehsaan jab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
imtihan mein kaamyabi
natiija sun ke ka.ii log bad-havaas hu.e
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
shisha ka aadmi
KHudaa kaa shukr bajaa laa.e.n aaj ke din bhii
na ko.ii vaaqi.a guzraa na aisaa kaam hu.aa
Akhtarul Iman
Nazm
is gali ke moD par
shukr kaa maqaam hai
merii masKH laash aap ko kahii.n milii nahii.n