SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirat"
Nazm MATCHES FOR "sirat"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bint-e-hawwa
Guncha-o-gul se bhii kab chaahiye tashbiih mujhe
husn-e-siirat se mire diijiye tarjiih mujhe
Hina Rizvi
Nazm
punjab
naam-levaa jin ke tum ho un kii siirat be-misaal
un kii jur.at be-misaal un kii shujaa.at be-misaal
Arsh Malsiyani
Nazm
nazr-e-Khaalida
tuu ne turko.n ko dikhaa.ii hai siraat-e-mustaqiim
phuu.nk Daale hai.n ta.assub ke hijaabaat-e-qadiim
Asrarul Haq Majaz
Nazm
padmani
terii fitrat me.n muravvat bhii thii Gam-KHvaarii bhii
terii suurat me.n adaa bhii tarah-daarii bhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
pul-siraat
mai.n jis me.n rahtii huu.n meraa ghar hai
yahaa.n kii diivaar-o-dar ke andar
Zehra Nigaah
Nazm
ab ke bichhaDna alamnak hoga
judaa.ii ka ziina bahut taviil hotaa hai
pul-e-siraat kii tarah
Ahmed Sohail
Nazm
KHanjar talash karta hai
faqiih-e-shahr sanam-KHaana-e-siyaasat me.n
siraat-e-diin kaa rahbar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
ghurur ka anjam
iKHlaas-o-nek-siirat se duur ho gayaa vo
milne lagii sharaarat hii me.n use to lazzat
Ata Abidi
Nazm
bharose ka qatl
taano.n aur rahm bharii nazro.n se ba.Dh kar mushkil
ko.ii pul-siraat nahii.n