SEARCH RESULTS
Showing search results for "sohbat"
Nazm MATCHES FOR "sohbat"
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
sohbat-e-yaar me.n aaGaaz-e-tarab kii suurat
harf-e-nafrat ko.ii shamshiir-e-Gazab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
sohbat me.n saarii raat jagaatii hai muflisii
vo to ye samjhe dil me.n ki Dhelaa jo paa.uu.ngii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chand nasihaten
jo buro.n ke paas baiThegaa buraa ho jaa.egaa
nek hone ke liye neko.n kii sohbat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
aata hai yaad mujhko
aataa hai yaad mujh ko school kaa zamaanaa
vo dosto.n kii sohbat vo qahqahe lagaanaa
Zafar Kamali
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
nasiib-e-sohbat-e-yaaraa.n nahii.n to kyaa kiije
ye raqs-e-saaya-e-sarv-o-chinaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab bazm-e-suKHan sohbat-e-lab-soKHtagaa.n hai
ab halqa-e-mai taa.efaa-e-be-talabaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shaera ki shadi par
sohbat-e-Gair se ghabraatii thii tanhaa.ii tirii
aa.ii.ne se bhii to sharmaatii thii tanhaa.ii tirii
Akhtar Shirani
Nazm
Darae gae shahron ke baatin
in dino.n me.n mai-noshii fe.al-e-suud lagtaa hai
aurato.n kii sohbat me.n dil bahut bahaltaa hai
Muneer Niyazi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
terii merii nibhegii sohbat kyaa
aasmaa.n ko zamii.n se nisbat kyaa
Ismail Merathi
Nazm
achchhi kitab
is kii sohbat se farozaa.n aaj sham-e-e'tibaar
is kii ulfat se daraKHshaa.n aaj husn-e-iKHtiyaar
Ata Abidi
Nazm
mir
thaa dimaaG-o-dil me.n sahbaa-e-qanaat kaa suruur
thii javaab-e-satvat-e-shaahii tirii tab-e-Gayuur