SEARCH RESULTS
Showing search results for "sumuum"
Nazm MATCHES FOR "sumuum"
Nazm
etiraf
ek ra.ngiin o hasii.n KHvaab thii duniyaa merii
jannat-e-shauq thii begaana-e-aafaat-e-sumuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ramayan ka ek scene
hotaa hai un pe fazl jo rabb-e-kariim kaa
mauj-e-sumuum bantii hai jho.nkaa nasiim kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
etiraf
zindagii vaqt ke sahraa kii alamnaak sumuum
tere anfaas kii mahkaar me.n Dhal jaa.egii
Naresh Kumar Shad
Nazm
hisab-e-shab
mai.n apne aap gum summun udaas vaamaa.nda
ye sochtaa huu.n ki kyaa haq hai mujh ko jiine kaa
Sahar Ansari
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
yaad-e-sumuum ho yaa sarsar ke tund tuufaa.n
Darte nahii.n kisii se dil-daadgaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
ai farangi
ban ga.ii baad-e-sumuum aah asar se tere
is chaman me.n jo kabhii baad-e-sabaa bhii aa.ii
Mela Ram Wafa
Nazm
nazm
sumuum, aatish-e-gul, barq, aashiyaa.n, sayyaad
rivaayate.n ye mire ahd kii alaamat hai.n
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
shab charagh
jo chhuu gayaa hai to ashko.n ke sote phuuT pa.De
sumuum o reg ke sahraa me.n ik nafas ke liye
Mahmood Ayaz
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na un kii chashm-e-karam sarsar-o-sumuum me.n ghole
safaa-e-baad-e-sahar dam-e-suruur baad-e-bahaarii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
do mashware
sumuum tez hai mauj-e-sabaa ko aam karo
KHizaa.n ke ruKH ko palaTne kaa ehtimaam karo
Shorish kashmiri
Nazm
ghaalib
allaah re ye aalam-e-nairangii-e-KHayaal
mauj-e-nasiim hai kabhii baad-e-sumuum hai
Mustafa Rahi
Nazm
KHizan ke phul
chaman hazaar sumuum-e-KHizaa.n se khele hai.n
magar hanuuz vahii bebasii ke mele hai.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
KHana-ba-dosh
nauras ka.nval sumuum-e-ajal kii panaah me.n
be-jaan hasrato.n ke talaatum nigaah me.n