SEARCH RESULTS
Showing search results for "sumuum"
Ghazal MATCHES FOR "sumuum"
Ghazal
sumuum-e-vaqt ne lahje ko zaKHm zaKHm kiyaa
vagarna ham ne qariine sabaa ke rakkhe the
Amjad Islam Amjad
Ghazal
majaal kyaa jo kisii gul ko chhuu le baad-e-sumuum
ham apne tarz-e-amal se KHizaa.n banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
har ek gul ko hai ishq-e-sumuum kaa saudaa
har ek shaaKH yahaa.n mo'taqid hai sarsar kii
Shahryar
Ghazal
dast-e-sumuum dast-e-sabaa kyuu.n nahii.n hu.aa
dar mausam-e-bahaar kaa vaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Haneef Asadi
Ghazal
shola-e-jaa.n ko havaa detii hai KHud baad-e-sumuum
shola-e-jaa.n kii tarah chaak-garebaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
baad-e-sumuum teraa maaraa hu.aa hai ye dil
phaagun ke mausamo.n kii purvaa.ii chaahtaa hai
Jina Quraishi
Ghazal
jhulsaa ke rakh diyaa jise baad-e-sumuum ne
Guncho.n se kyaa Garaz use baad-e-sabaa se kyaa
Ameer Chand Bahar
Ghazal
tahriik-e-zulf se tirii baad-e-sumuum ne
kahte hai.n dasht-o-dar me.n diye baaT baaT saa.np
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
abhii sumuum ne maanii kahaa.n nasiim se haar
abhii to ma.arka-haa-e-chaman kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
chalii hai aatish-o-aahan ke dil se baad-e-sumuum
chaman ke jalva-e-gul-haa-e-tar kii KHair manaa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
lahje ko shoKH chehre ko taaza banaa.e rakh
tahsiin kii sabaa ho ki taz.hiik kii sumuum
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
hamaare ahd ko raas aa ga.ii vo baad-e-sumuum
ki jis me.n maut ziyaada ho zindagii kam ho
Rohit Soni Tabish
Ghazal
KHema-zan phir se hu.ii sehn-e-chaman baad-e-sumuum
phir mire saath hu.ii baad-e-sabaa aavaara
Syed Muneer
Ghazal
is baar chalii baad-e-sumuum aur tarah kii
is baar khilaa hai gul-e-tar aur tarah kaa
Tasneem Abidi
Ghazal
dard kii dhuul Gam kii baad-e-sumuum
ghar kaa darvaaza kholiye saahab
Mohammad Ali Mauj Rampuri
Ghazal
'najmii' sunaa hai tum pe bhii mausam hai mehrbaa.n
baad-e-sumuum se kabhii purvaa.ii maa.ng lo