SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunahre"
Nazm MATCHES FOR "sunahre"
Nazm
zindan ki ek subh
sehn-e-zindaa.n me.n rafiiqo.n ke sunahre chehre
sath-e-zulmat se damakte hu.e ubhre kam kam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat ki bahaaren
surKH aur sunahre kap.De ishrat kii gheriyaa.n hai.n
mahbuub dilbaro.n kii zulfe.n bikheriyaa.n hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
phir mere sunahre thaal par haath
rakkhaa bhii to ik diyaa uThaayaa
Parveen Shakir
Nazm
raat aur rail
naunihaalo.n ko sunaatii miiThii miiThii loriyaa.n
naazniino.n ko sunahre KHvaab dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fareb
naf.a-KHorii ke jharoko.n me.n sajaa rakhaa hai
baaliyaa.n dhaan kii gehuu.n ke sunahre KHoshe
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHuda ka ghar nahin koi
na KHaamoshii akele me.n sunahre giit gaatii hai
hamaaraa ahd!
Nida Fazli
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
lekin ai azmat-e-insaa.n ke sunahre KHvaabo
mai.n kisii taaj kii satvat kaa parastaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
meri ramaen adhuri hai abhi
merii bholii bhaalii siitaa ko
intizaar us sunahre pul kaa hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
aaj aur kal
merii baa.nho.n ne jo dekhe the sunahre sapne
tuu ne sone kii taraazuu me.n unhe.n tol diyaa