SEARCH RESULTS
Showing search results for "switer"
Nazm MATCHES FOR "switer"
Nazm
jugnu
ye choT khaa ke sambhalnaa muhaal hotaa hai
sukuut raat kaa jis vaqt chhe.Dtaa hai sitaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad
viiraana-e-hayaat ke ek ek goshe me.n
jogan ko.ii sitaar bajaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
tum
tumhaare jism me.n KHvaabiida hai.n hazaaro.n raag
nigaah chhe.Dtii hai jis ko vo sitaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
parchhaiyan
sajal badan kii bayaa.n kis tarah ho kaifiyyat
sarasvatii ke bajaate hu.e sitaar kii gat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii to KHuun thoktii hai zindagii bahaar me.n
abhii to rone kii sadaa hai naGma-e-sitaar me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aao chalen man
TuuT ga.e taar yahaa.n man ke sitaar ke
jannat hamaarii vahii.n piipal kii chhaa.nv me.n
Salam Machhli shahri
Nazm
dusre darje ki pichhli qatar ka aadmi
meraa scooter mere kaa.ndho.n pe baiThaa hai
mai.n us ke tyro.n me.n lipTaa huu.n aur ghistaa huu.n
Shakeel Azmi
Nazm
holi
hu.aa jo aa ke nishaa.n aashkaar holii kaa
bajaa rabaab se mil kar sitaar holii kaa