SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajalliyaat"
Nazm MATCHES FOR "tajalliyaat"
Nazm
gautam-budh
band aa.nkhe.n kar ke is duniyaa ke makruuhaat se
tuu ne haasil kii ziyaa-e-dil, tajalliyyaat se
Seemab Akbarabadi
Nazm
ruh-e-iqbaal se
terii nazar kaa nuur hai bazm-e-tajalliyaat me.n
jaan sii tuu ne Daal dii paikar-e-kaa.enaat me.n
Jauhar Nizami
Nazm
KHizr-e-rah
kirmak-e-naadaa.n tavaaf-e-sham.a se aazaad ho
apnii fitrat ke tajallii-zaar me.n aabaad ho
Allama Iqbal
Nazm
abhi uski zarurat thi
mai.n kis ko pursa dene ke liye aayaa huu.n
mujh ko ta.aziyat to KHud se karnaa thii
Abbas Tabish
Nazm
guru-nanak dev ji
na mauj hai na sitaaro.n kii aab hai ko.ii
tajalliyo.n ke idhar aaftaab hai ko.ii
Darshan Singh
Nazm
ganga
terii tajalliyaa.n hai.n jalva-farosh ma.anii
tanviir me.n hai terii ik shaan-e-kibriyaa.ii
Suroor Jahanabadi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
payaam shah ne diyaa rasm-e-ta.aziyat ke liye
ki tuu sutuun thaa aivaan-e-saltanat ke liye
Chakbast Braj Narayan
Nazm
nani-aman ki wafat par ek nazm
maut mayyat byaah paidaa.ish
ta.aziyat tahniyat ke chaal-chalan
Abdul Ahad Saaz
Nazm
baDe shahar ka KHwab
ba.Daa shahr ba.Daa shahr, ba.Daa shahar ba.Daa shahr
kisii ke liye tuu baa.is-e-tamaaniyat
Perwaiz Shaharyar
Nazm
mir
ahd-e-gul hai aur vahii ra.ngiinii-e-gulzaar hai
KHaak-e-hind ab tak agar dekho tajallii-zaar hai
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
apnii fitrat ke tajallii-zaar se
TuuT kar girte kavaakib
Shafiq Fatima Shera
Nazm
ek aur muhabbat
aur hamaare paas apnii rafaaqato.n kii ta.aziyat ke liye bhii
do lafzo.n kii taufiiq na thii
Anjum Saleemi
Nazm
kitna mushkil hai
bujhii hu.ii raakh ke Dher me.n
tasalliyaa.n mu.nh bisore hu.e pa.Dii hai.n
Ateequllah
Nazm
yaad-e-mazi
jo musalsal tasalliyaa.n de kar
mujh ko samjhaa rahe hai.n barso.n se