SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqliid"
Nazm MATCHES FOR "taqliid"
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
mard agar hai Gair keii taqliid karnaa chho.D de
chho.D de lillaah bil-aqsaat marnaa chho.D de
Josh Malihabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
qaafila aayaa hai 'buu-bakr' se mansuub magar
maal taqsiim hu.aa daaman-e-haajat-ma.nda.n
Adil Mansuri
Nazm
maulwiyon ka shaghl-e-takfir
taqliid ke phando.n se hu.e jaate hai.n aazaad
vo log bhii jo daaKHil-e-israar nahii.n hai.n
Shibli Nomani
Nazm
adbiyat
kohna-paikar me.n na.ii ruuh ko aabaad kare
yaa kuhan ruuh ko taqliid se aazaad kare
Allama Iqbal
Nazm
id
maantaa huu.n mai.n ki be-shak qaul ke sachche hai.n aap
lekin apne ahd kii tajdiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
muslim-league
aage the halqa-e-taqliid me.n jo log asiir
sust-raftaar to ab bhii hai.n magar la.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
diwali
hind vaalo.n ko maraz hai naaravaa taqliid kaa
aaj ghar me.n seTh-jii bhii khel lete hai.n ju.aa
Shatir Hakeemi
Nazm
eid
maantaa huu.n mai.n ki be-shak qaul ke sachche hai.n aap
lekin apne ahd kii tajdiid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
tarana-e-urdu
vo bhii to ek din thaa ham miir-e-kaarvaa.n the
taqliid kar rahaa thaa har kaarvaa.n hamaarii
Ejaz Siddiqi
Nazm
intellectual
mai.n ne kahaa ki zehn abhii tak Gulaam hai.n
jaataa nahii.n dimaaG se taqliid kaa KHalal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
sarojini naidu
hind kii tahriik-e-aazaadii me.n teraa naam hai
qaabil-e-taqliid teraa vo misaalii kaam hai
Syeda Farhat
Nazm
sarqa-o-tawarud
shaa.ir ne adab se ye kahaa aalim-e-dii.n se
taqliid to hai fitrat-e-insaa.n kaa taqaazaa