SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraqqii"
Nazm MATCHES FOR "taraqqii"
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
hamare ustad
dil me.n har lamha taraqqii kii du.aa karte hai.n
ham ko aage hii ba.Dhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
ilm
ilm ko phailaa.iye achchhe maqaasid ke liye
taaki duniyaa kii taraqqii kaa nishaana ba.Dh sake
Farooq Shakeel
Nazm
naya sal
vahii tahziib-o-tamaddun ke puraane da.ave
vahii pasmaa.nda mamaalik kii taraqqii kaa fareb
Akhtar Payami
Nazm
urdu zaban
aa.ii.n rukaavaTe.n jo taraqqii me.n is kii kuchh
samjho ye imtihaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
naya sal
puraanaa tariiqa badalnaa hai ham ko
taraqqii kii raaho.n pe chalnaa hai ham ko
Syeda Farhat
Nazm
aao chalen man
chaar taraf apnii taraqqii kaa zor hai
naach rahaa jaise ki jangal me.n mor hai
Salam Machhli shahri
Nazm
gungi aurat
'maz.hab aur tahziib'
'saqaafat' aur 'taraqqii' kah kar raj.at-parvar ho jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
mehnati log
jo mushkil ho vo kaam anjaam duu.n
hamesha taraqqii kii raaho.n me.n ham
Rais Farogh
Nazm
guru-nanak
sabaq insaaniyat kaa dene aayaa ibn-e-aadam ko
taraqqii kii taraf le jaane vaalaa ahl-e-aalam ko
Shatir Hakeemi
Nazm
naya sal mubarak
taraqqii karo ilm me.n aur hunar me.n
bulandii ho paidaa tumhaarii nazar me.n