SEARCH RESULTS
Showing search results for "tareekh e"
Nazm MATCHES FOR "tareekh e"
Nazm
ahl-e-junun
ham hamesha se hai.n taariiKH ke anmol ratan
ham hai.n taabaanii-e-vijdaan saraapaa ilhaam
Noor -e-Shama Noor
Nazm
sabza-e-begana
hasab-nasab hai na taariiKH o jaa-e-paidaa.ish
kahaa.n se aayaa thaa maz.hab na valdiyat ma.aluum
Akhtarul Iman
Nazm
main urdu zaban hun
mai.n taariiKH-o-tahziib-e-hindostaa.n huu.n
mai.n hindostaanii huu.n rashk-e-jahaa.n huu.n
Khalid Mubashshir
Nazm
intizar
yahii taariiKH-e-chaman hai yahii taariiKH-e-bahaar
pahle do chaar hii phuulo.n pe nikhaar aataa hai
Parvez Shahidi
Nazm
zaban se nafrat kyun
zabaa.n tasalsul-e-taariiKH-e-zindagaanii hai
zabaan manaazil-e-tahziib kii kahaanii hai
Nazish Partap Gadhi
Nazm
karl marx
maaddii taariiKH-e-aalam jis kii taaliif-e-aziim
taas kaipiTaal hai yaa ziist kaa lubb-e-lubaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat badalte hai.n maah-o-saal ke saath
jamaaliyaat me.n taariiKH-e-fikr-e-insaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
inhen kuchh na kaho
ab KHudaa ke liye doharaa.o na taariiKH-e-vatan
ab zabaa.n se na bayaa.n in kaa karo chaal-chalan
Hilal Rizvi
Nazm
bebasi git bunti rahti hai
kaun girya kare, kare maatam
kaun taariiKH-e-kisht-o-KHuu.n ko pa.Dhe
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
rasm-e-andesha se farigh hue hum
apnii taariiKH kaa insaaf bajaa laate hai.n
rasm-e-andesha kii taariiKH-e-mukaafaat
Azar Tamanna
Nazm
papa miyan
paapaa miyaa.n zamaane me.n kyaa naam kar ga.e
taariiKH-e-hind me.n vo nayaa kaam kar ga.e