SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasadduq-e-jigar"
Nazm MATCHES FOR "tasadduq-e-jigar"
Nazm
shikast-e-tauba
us jaan-e-mai-kada kii qasam baarhaa 'jigar'
kul aalam-e-basiit pe mai.n chhaa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
phir arz kar is tarah 'jigar' shauq o adab se
bebaak agar jur.at-e-rindaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
na tum qarib aao
mai.n KHud huu.n aabla-paa kam-nasiib KHaak-basar
hai merii bazm farozaa.n ba-faiz-e-daaG-e-jigar
Bano Tahira Sayeed
Nazm
fasil-e-shab
mash.al-e-KHuun-e-jigar le ke chale hai.n ham log
in a.ndhero.n kaa bharam to.D ke dam lenaa hai
Qaisarul Jafri
Nazm
kis ko hai fursat-e-tajdid-e-mohabbat ai dost
zindagii silsila-e-soz-e-jigar hai ai dost
aaj aafaat se bechain bashar hai ai dost
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
nura
vo ik nurse thii chaara-gar jis ko kahiye
madaavaa-e-dard-e-jigar jis ko kahiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shajar-e-mamnua
aa.nkhe.n jalne lagtii hai.n
KHuun-e-jigar khi.nch aataa hai
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii tujhe jis ke asar ne phuu.nkaa
rafta rafta tapish-e-soz-e-jigar ne phuu.nkaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Nazm
tibbi mashware
jigar ke bal pe hai insaan jiitaa
agar zo.af-e-jigar hai khaa papiitaa