SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasbii"
Nazm MATCHES FOR "tasbii"
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaam thaa jin kaa faqat taqdiis-o-tasbiih-o-tavaaf
terii Gairat se abad tak sar-niguu.n-o-sharmsaar
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat
miraa lahuu apnii gardisho.n me.n usii kii tasbiih pa.Dh rahaa hai
jo merii chaahat se be-KHabar hai
Obaidullah Aleem
Nazm
masjid
farsh jaarob-kashii kyaa hai samajhtaa hii nahii.n
kal-adam ho gayaa tasbiih ke daano.n kaa nizaam
Akhtarul Iman
Nazm
qaht-e-bangal
bedaarii-e-ehsaas hai har samt numaayaa.n
be-taabii-e-arbaabe-e-nazar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
jo ye taKHtiyaa.n apnii gardan me.n laTkaa.e
zunnaar pahne hu.e ko.ii tasbiih thaame
Akhtarul Iman
Nazm
tanha
apne siine me.n chhupaa.e hu.e sailaab kaa dard
TuuT kar rishta-e-tasbiih se aa niklaa huu.n
Mustafa Zaidi
Nazm
iqbaal ka sher
be-taabii-e-fitrat kii sukuu.n-baKHsh kahaanii
sho.alo.n se banaa.ii hu.ii shabnam kii ravaanii