SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavaaf-e-ka.aba"
Nazm MATCHES FOR "tavaaf-e-ka.aba"
Nazm
sham hai dhuan dhuan
jab tez thii aa.ndhii duur kahii.n
u.Dtii thii qabaa-e-jism vahii.n
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
dusra tajraba
umDaa hu.aa saa jazba-e-bedaar kaa azaab
KHushbuu tavaaf-e-qaamat-e-zebaa kiye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
election
saudaa hai leaderii kaa jo dil ko sataa.e hai
''dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ahl-e-hunar se
ruuh agar hai tirii ranj-e-Gulaamii se zaar
tere hunar kaa jahaa.n dair-o-tavaaf-o-sujuud
Allama Iqbal
Nazm
mere par na bandho
kitnii mu.nh-zor KHushbu.e.n
band-e-qabaa to.Dne ko hai.n bechain
Ghzala Khakwani
Nazm
ashnan
sabza kahii.n chup-chaap guhar rol rahaa thaa
gul ha.ns ke kahii.n band-e-qabaa khol rahaa thaa
Rizwanullah
Nazm
taaruf
dair o ka.aba me.n mire hii charche
aur rusvaa sar-e-baazaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
saalhaa-saal se aaraam natiija matluub
tiin-sau-saaTh sanam KHaana-e-ka.aba se chale
Adil Mansuri
Nazm
saheli bujh paheli
afrang ke deriina Gulaamo.n kii razaa par
KHud piir-e-haram band-e-qabaa khol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
dua
aur vo chiiz na daulat na makaa.n hai na mahal
taaj maa.ngaa hai na dastaar-o-qabaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
tiflan ki to kuchh taqsir na thi
kyaa kaasa-e-sar hai KHuun se tar?
paivand-e-qabaa dushnaam bahut
Fahmida Riaz
Nazm
dildar dekhna
KHaalii hai.n garche masnad o mimbar, niguu.n hai KHalq
ro.ab-e-qabaa o haibat-e-dastaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
aur apne fazl se degaa ijaazat maa.ngne kii kuchh
to na dastaar-o-qabaa na jibh-o-KHirqa
Abu Bakr Abbad
Nazm
shauq-e-gurezan
dair o ka.aba kaa mai.n nahii.n qaa.el
dair o ka.aba ko aastaa.n na banaa